Skip to content
Kaabil Hoon — Kaabil song artwork

Hindi lyrics · 2016

Kaabil Hoon Lyrics

Jubin Nautiyal, Palak Muchhal

From Kaabil

86 views

The lyrics

Tere mere sapne sabhi Tere mere sapne sabhi Band aankhon ke taale mein hain Chaabi kahan dhoondhe bata Woh chaand ke pyaale mein hain Phir bhi sapne kar dikhaun sach toh Kehna bas yehi Main tere Kaabil hoon ya Tere Kaabil nahi (x2) Tere mere sapne sabhi Tere mere sapne sabhi Band aankhon ke taale mein hain Chaabi kahan dhoonde bata Woh chand ke pyaale mein hain Phir bhi sapne kar dikhaun sach toh Kehna bas yehi Main tere Kaabil hoon ya Tere Kaabil nahi (x2) Ye sharaaratein, ye mastiyaan Apna yahi andaaz hai Ho… samjhayein kya kaise kahein Jeene ka haan isme raaz hai Dhadkan kahaan ye dhadakti hai Dil mein teri aawaaz hai Apni sab khushiyon ka ab toh Ye aagaaz hai Tere mere sapne sabhi Tere mere sapne sabhi Band aankhon ke taale mein hain Chaabi kahan dhoondhe bata Woh chaand ke pyaale mein hain Phir bhi sapne kar dikhaun sach toh Kehna bas yehi Main tere Kabil hoon yaa Tere Kaabil nahi (x2) Saagar ki ret pe dil ko jab Ye banayengi meri ungliyan Tere naam ko hi pukaar ke Khannkengi meri choodiyan Tujhme adaa aisi hai aaj Udti hon jaise titliyan Pheeki ab na hongi kabhi Ye ranginiyaan Tere mere sapne sabhi Band aankhon ke taale mein hain Chaabi kahaan dhoondhe bata Woh chand ke pyaale mein hain Phir bhi sapne kar dikhaaun sach toh Kehna bas yehi Main tere kabil hoon ya Tere kaabil nahi… (x2) La la la… hmm hmm…

Lyrics belong to their respective authors and T-Series. A line not quite right? Suggest a correction below.

Behind the song

The people behind the words

Kaabil Hoon is a Hindi song from Kaabil (2016). It is sung by Jubin Nautiyal and Palak Muchhal. The song has lyrics by Nasir Faraaz and music by Rajesh Roshan. Starring Hrithik Roshan and Yami Gautam. Music label: T-Series.

A little more context

About this song

Who sang Kaabil Hoon?

Kaabil Hoon is sung by Jubin Nautiyal, Palak Muchhal.

Who wrote the lyrics of Kaabil Hoon?

The lyrics of Kaabil Hoon were written by Nasir Faraaz.

Who composed the music for Kaabil Hoon?

The music of Kaabil Hoon was composed by Rajesh Roshan.

Which movie or album is Kaabil Hoon from?

Kaabil Hoon is a Hindi song from Kaabil, released in 2016, starring Hrithik Roshan, Yami Gautam.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.