Skip to content
LyricalNocturne
Haseeno Ka Deewana – Kaabil song

Hindi song · 2016

Haseeno Ka Deewana Lyrics

From Kaabil (2016)

Haseeno Ka Deewana is a Hindi song from Kaabil (2016). It is sung by Raftaar and Payal Dev. The song has lyrics by Kumaar and music by Rajesh Roshan. Starring Hrithik Roshan and Yami Gautam. Music label: T-Series.

90 views

Haseeno Ka Deewana lyrics

Kisi ko mera shouk hai Kisi ko mera hai nasha Jawani kehte hain mujhe Hain mere aashiq har jagah Kisi ko meri hasratein Kisi ki main hoon dilruba Mujhe paane ke vaaste Maange duaa
Sara zamana haseeno ka deewana Zamana kahe phir kyun Bura hai dil lagana Sara zamana haseeno ka deewana Zamana kahe phir kyun Bura hai dil lagana Sara zamaana
Raa
Ladki ye toh right hai Ladki dynamite hai Ladki ke chakkar mein Daily gali gali mein fight hai Thoda hamein do time yaara Love nahi hai crime yaara Har din mujko better lage tu Ladki hai ya wine Arre janta ko jawab do Kab padogi pyaar mein Sari duniya lagi hui hai Hum bhi hai kataar mein Saara zamana haseeno ka deewana Saara zamana haseeno ka deewana Saara zamana haseeno ka deewana Saara zamaana

Yeh kaun keh raha hai Tu aaj pyaar karle Jo kabhi bhi khatam na ho Woh aitbaar karle (2 times) Kisi ko mera shouk hai Kisi ko mera hai nasha Jawani kehte hain mujhe Hain mere aashiq har jagah Kisiko meri hasratein Kisiki main hoon dilruba Mujhe paane ke vaaste Maange duaa
Sara zamana haseeno ka deewana Zamana kahe phir kyun Bura hai dil lagana Saara zamana

Lyrics are the property of their respective authors and T-Series. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.

About this song

Who sang Haseeno Ka Deewana?
Haseeno Ka Deewana is sung by Raftaar, Payal Dev.
Who wrote the lyrics of Haseeno Ka Deewana?
The lyrics of Haseeno Ka Deewana were written by Kumaar.
Who composed the music for Haseeno Ka Deewana?
The music of Haseeno Ka Deewana was composed by Rajesh Roshan.
Which movie or album is Haseeno Ka Deewana from?
Haseeno Ka Deewana is a Hindi song from Kaabil, released in 2016, starring Hrithik Roshan, Yami Gautam.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.