Skip to content
Itni Si Baat Hai — Azhar song artwork

Hindi lyrics · 2016

Itni Si Baat Hai Lyrics

Arijit Singh, Antara Mitra

From Azhar

108 views

The lyrics

Music: Pritam Tere dar pe aake tham gaye Naina namaazi bann gaye Ek dooje mein yun dhal ke Aashiqana aayat ban gaye Main aur Tum Kaisi dil lagaai kar gaye Rooh ki rubaai bann gaye Khaali khaali dono thhe jo Thoda sa dono bhar gaye Main aur Tum Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Mujhe tumse pyaar hai
Lage na yeh dhoop zaroori Lage na yeh chaanv zaroori Milte hain ishq zameen par Ab do hi naam zaroori Main aur Tum Apna khuda bhi hoga Apna hi Rab le lenge Khud ki bana ke duniya Ye zindagi jee lenge Main aur Tum Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Mujhe tumse pyaar hai
Ek tum, ek main, teeja maangu kya khuda se Dil doon, jaan doon, kya doon itna bata de Tera mera rishta hai saanson se bhi naazuk Tum sa, hum sa, koi duja na hoga na hua re Do dil sa ik seene mein hai jaise Main aur Tum Ab dono hum ik jeene mein hain jaise Main aur Tum Jaan se zyada chaha tumko piya re Harpal, hardum, humdum tumko jiya re Aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Mujhe tumse pyaar hai

Lyrics belong to their respective authors. A line not quite right? Suggest a correction below.

Behind the song

The people behind the words

Itni Si Baat Hai is a Hindi song from Azhar (2016). It is sung by Arijit Singh and Antara Mitra. The song has lyrics by Manoj Yadav. Starring Emraan Hashmi, Nargis Fakhri and Prachi Desai.

A little more context

About this song

Who sang Itni Si Baat Hai?

Itni Si Baat Hai is sung by Arijit Singh, Antara Mitra.

Who wrote the lyrics of Itni Si Baat Hai?

The lyrics of Itni Si Baat Hai were written by Manoj Yadav.

Which movie or album is Itni Si Baat Hai from?

Itni Si Baat Hai is a Hindi song from Azhar, released in 2016, starring Emraan Hashmi, Nargis Fakhri, Prachi Desai.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.