Skip to content
Bol Do Na Zara — Azhar song artwork

Hindi lyrics · 2016

Bol Do Na Zara Lyrics

Armaan Malik

From Azhar

83 views

The lyrics

Music: Amaal Mallik Itni mohabbat karo na Main doob na jaaun kahin Waapas kinaare pe aana Main bhool na jaaun kahin Dekha jabse chehra tera Main toh hafton se soya nahin Bol do na zara Dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi Main kisi se kahunga nahi Mujhe neend aati nahi hai akele Khawabon mein aaya karo Nahi chal sakunga tumhare bina main Mera tum sahara bano Ik tumhe chahne ke alaawa Aur kuch humse hoga nahi Bol do na zara Dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi Main kisi se kahunga nahi Hamari kami tumko mehsoos hogi Bhiga dengi jab baarishein Main bhar kar ke laaya hoon Aankhon mein apni Adhuri si kuch khwahishein Rooh se chahne wale aashiq Baatein jismon ki karte nahin Bol do na zara Dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi Bol do na zara Dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi Main kisi se kahunga nahi

Lyrics belong to their respective authors. A line not quite right? Suggest a correction below.

Behind the song

The people behind the words

Bol Do Na Zara is a Hindi song from Azhar (2016). It is sung by Armaan Malik. The song has lyrics by Rashmi Virag. Starring Emraan Hashmi, Nargis Fakhri and Prachi Desai.

A little more context

About this song

Who sang Bol Do Na Zara?

Bol Do Na Zara is sung by Armaan Malik.

Who wrote the lyrics of Bol Do Na Zara?

The lyrics of Bol Do Na Zara were written by Rashmi Virag.

Which movie or album is Bol Do Na Zara from?

Bol Do Na Zara is a Hindi song from Azhar, released in 2016, starring Emraan Hashmi, Nargis Fakhri, Prachi Desai.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.