
Hindi lyrics
Hua Hain Aaj Pehli Baar Lyrics
Armaan Malik, Palak Muchhal, Amaal Mallik
From Sanam Re
Music: Amaal Mallik Hua hai aaj pehli baar Jo aise muskuraya hun Tumhe dekha toh jaana ye Ke kyun duniya mein aaya hun (2times) Ye jaan lekar ke ja meri Tumhein jeene main aaya hoon Main tumse ishq karne ki Ijazat rabb se laya hoon Zameen se asmaan tak Hum dhundh aaye jaha saara Bana paya nahi abb tak Khuda tumse koi pyara (2times) Baaton mein teri hai badmashiyan Sab bewaja ki hai tarifiyan Main likh dun aasman par yeh Ke padhlega jaha saara Huaa na hoga ab koi Yahaan hum do sa dobara Main duniya bhar ki taarife Tere sajde mein laaya hoon Main tumse ishq karne ki Ijazat rab se laaya hoon Tu hai jo rubaroo mere Bada mehfuz rehta hun Tere milne ka shukrana Khuda se roj karta hun (2times) Humko pata hai yeh nadaniya hai Awara dil ki hai aawariya Ye dil pagal bana beitha Ise ab tu hi samjha de Dikhe tujhme meri duniya Meri duniya tu banjare Hoon khushkismat jo kismat se Tumhein aise main paya hoon Main tumse ishq karne ki Ijazat rabb se laaya hoon
Lyrics belong to their respective authors. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Hua Hain Aaj Pehli Baar is a Hindi song from Sanam Re. It is sung by Armaan Malik, Palak Muchhal and Amaal Mallik. The song has lyrics by Manoj Yadav. Starring Pulkit Samrat, Yami Gautam, Urvashi Rautela and 1 more.
A little more context
About this song
Who sang Hua Hain Aaj Pehli Baar?
Hua Hain Aaj Pehli Baar is sung by Armaan Malik, Palak Muchhal, Amaal Mallik.
Who wrote the lyrics of Hua Hain Aaj Pehli Baar?
The lyrics of Hua Hain Aaj Pehli Baar were written by Manoj Yadav.
Which movie or album is Hua Hain Aaj Pehli Baar from?
Hua Hain Aaj Pehli Baar is a Hindi song from Sanam Re, starring Pulkit Samrat, Yami Gautam, Urvashi Rautela.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.
