Skip to content
Gazab Ka Hai Yeh Din — Sanam Re song artwork

Hindi lyrics

Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics

Arijit Singh, Amaal Mallik

From Sanam Re

83 views

The lyrics

Music: Amaal Mallik Chal pade hain hum aisi raah pe Befikar hue ke ab jaana kahan Lapata hue saare raaste Dhoondega humein yeh zamana kahan Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (2times) Paani hoon paani main Haan behne do mujhe Jaisa hoon waisa hi Rehne do mujhe Duniya ki bandishon se Mera naata hai kahan Rukna theharna mujhko aata hai kahan Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (2times) Neeli hai kyun zameen Neela hai kyun samaa Lagta hai ghaas par soya aasmaan Yeh mastiyan meri Manmaniyan meri Lo mil gayi mujhe aazadiyan meri Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (2times) Chal pade hain hum aisi raah pe Befikar hue ke ab jaana kahan Lapata hue saare raaste Dhoondega humein yeh zamana kahan Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (2times)

Lyrics belong to their respective authors. A line not quite right? Suggest a correction below.

Behind the song

The people behind the words

Gazab Ka Hai Yeh Din is a Hindi song from Sanam Re. It is sung by Arijit Singh and Amaal Mallik. The song has lyrics by Manoj Muntashir. Starring Pulkit Samrat, Yami Gautam, Urvashi Rautela and 1 more.

A little more context

About this song

Who sang Gazab Ka Hai Yeh Din?

Gazab Ka Hai Yeh Din is sung by Arijit Singh, Amaal Mallik.

Who wrote the lyrics of Gazab Ka Hai Yeh Din?

The lyrics of Gazab Ka Hai Yeh Din were written by Manoj Muntashir.

Which movie or album is Gazab Ka Hai Yeh Din from?

Gazab Ka Hai Yeh Din is a Hindi song from Sanam Re, starring Pulkit Samrat, Yami Gautam, Urvashi Rautela.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.