Skip to content
Teri Yaadon Mein — Behen Hogi Teri song artwork

Hindi lyrics · 2017

Teri Yaadon Mein Lyrics

Yasser Desai, Pawni Pandey, Yash Narvekar

From Behen Hogi Teri

80 views

The lyrics

Hua hai kya nahi khabar Par kuch toh hai alag magar Main jaanti na kuch agar Bata de kya ho gaya Phir hona kya hai Main hoon tum bhi ho Mere paas ho tum Par gum bhi ho Mere ashqon ki ho tum wajah Mere honthon ki ho hansi Teri yaadon mein, main kho gaya Khud se judaa main bhi ho gayi Teri yaadon mein mil ke kho gayi Khud se judaa main yun ho gaya Teri yaadon mein
Kabhi kahin toh hum mile Jahan koi bhi milta nahi Hai wahi jagah woh raaste Pehle sa kuch lagta nahi Jaane kaise nashe mein Ghul se gaye hain savere Milte begaano se Par lag rahe ho tum kyun mere Samjhana chaahun main Lafzon mein tumse keh na paaun Tum hi bata do kya ho gaya?
Phir hona kya hai Main hoon tum bhi ho Mere paas ho tum Par gum bhi ho Mere ashqon ki ho tum wajah Mere honthon ki ho hansi Teri yaadon mein, main yun kho gaya Khud se judaa main bhi ho gayi Teri yaadon mein main bhi kho gayi Khud se judaa main yun ho gaya Teri yaadon mein…

Lyrics belong to their respective authors and Zee Music Company. A line not quite right? Suggest a correction below.

Behind the song

The people behind the words

Teri Yaadon Mein is a Hindi song from Behen Hogi Teri (2017). It is sung by Yasser Desai, Pawni Pandey and Yash Narvekar. The song has lyrics by Yash Narvekar, Amit Dhanani and music by Kaushik-Akash-Guddu. Starring Rajkummar Rao and Shruti Haasan. Music label: Zee Music Company.

A little more context

About this song

Who sang Teri Yaadon Mein?

Teri Yaadon Mein is sung by Yasser Desai, Pawni Pandey, Yash Narvekar.

Who wrote the lyrics of Teri Yaadon Mein?

The lyrics of Teri Yaadon Mein were written by Yash Narvekar, Amit Dhanani.

Who composed the music for Teri Yaadon Mein?

The music of Teri Yaadon Mein was composed by Kaushik-Akash-Guddu.

Which movie or album is Teri Yaadon Mein from?

Teri Yaadon Mein is a Hindi song from Behen Hogi Teri, released in 2017, starring Rajkummar Rao, Shruti Haasan.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.