Skip to content
LyricalNocturne
Rafu – Tumhari song

Hindi song · 2017

Rafu Lyrics

From Tumhari (2017)

Rafu is a Hindi song from Tumhari (2017). It is sung by Ronkini Gupta. The song has lyrics by Santanu Ghatak and music by Santanu Ghatak. Starring Vidya Balan and Manav Kaul. Music label: T-Series.

186 views

Rafu lyrics

Kaise kaise dhaagon se buni hai ye duniya Haan
kaise kaise dhaagon se buni hai ye duniya Kabhi dhoop kabhi baadalon ki yeh ladiyaan Kuch tune si hai maine ki hain rafu Yeh doriyaan Kuch tune si hai maine ki hain rafu Yeh doriyaan Kaise kaise dhaagon se buni hai yeh duniya Kabhi dhoop kabhi baadalon ki yeh ladiyaan Kuch tune si hai maine ki hain rafu Ye doriyaan (x2) Haan
teri bani raahein meri thi deewaare Teri bani raahe meri thi deewaare Unn deewaaron pe hi maine likh li bahaare Shaam hui tu jo aaya so gayi thi kaliyan Phir shaam hui tu jo aaya so gayi thi kaliyaan Kuch tune si hai maine ki hain rafu Ye doriyaan (x2) Yun seete seete meelon ki ban gayi kahani (x2) Kuch tere haathon se kuch meri zubani Ab jo bhi hai ye aadha pauna Hai toh rangraliyaan (x2) Kuch tune si hai maine ki hai rafu Ye doriyaan (x2) Haan
kaise kaise dhaagon se buni hai yeh duniya Kabhi dhoop kabhi baadalon ki yeh ladiyaan Kuch tune si hai maine ki hain rafu Ye doriyaan (x2)

Lyrics are the property of their respective authors and T-Series. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.

About this song

Who sang Rafu?
Rafu is sung by Ronkini Gupta.
Who wrote the lyrics of Rafu?
The lyrics of Rafu were written by Santanu Ghatak.
Who composed the music for Rafu?
The music of Rafu was composed by Santanu Ghatak.
Which movie or album is Rafu from?
Rafu is a Hindi song from Tumhari, released in 2017, starring Vidya Balan, Manav Kaul.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.