
Hindi lyrics · 2017
Phir Wohi Lyrics
From Qaidi Band
Aakhen malti ye subeh phir nayi hai Baahen khole ye hawa phir nayi hai Ghar le jaaye meri ungali pakad kar Betaabiya phir nayi Gale lagati dhoop phir nayi hai Vaapas bulaati chhaon phir nayi hai Ghar le jaaye meri ungali pakad kar Betaabiya phir nayi Main mummy se choti banvane Main pappa se jhula jhulvane Main ghar ko sar pe utha ne chalil Karne manmaaniya phir nayi Main nayi dress mein saj ke ithlane Main nayi dhoon pe thumke lagane Main naye sapne chhat se udane chali Kar ne manmojhiya phir nayi Godi sulati sub-ha phir nayi hai Neende dhalati hawa phir nayi hai Ghar le jaaye meri ungali pakad kar Betaabiya phir nayi Picture mein seety marne main chali Hero gali ke taad ne main chali Tusion bunk kar mastaani chali Karne shetaniya phir nayi Yaaro se gap ladane main chali Dil bhar udham machane main chali Chauke chhake lagane chali Karne badmashiyan phir nayi Aakhen malti ye subeh phir nayi hai Baahen khole ye hawa phir nayi hai Ghar le jaaye meri ungali pakad kar Betaabiya phir nayi Gale lagati dhoop phir nayi hai Vaapas bulaati chhaon phir nayi hai Ghar le jaaye meri ungali pakad kar Betaabiya phir nayi..
Lyrics belong to their respective authors and Yrf. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Phir Wohi is a Hindi song from Qaidi Band (2017). It is sung by Arijit Singh and Yashita Sharma. The song has lyrics by Habib Faisal and music by Amit Trivedi. Starring Aadar Jain and Anya Singh. Music label: Yrf.
A little more context
About this song
Who sang Phir Wohi?
Phir Wohi is sung by Arijit Singh, Yashita Sharma.
Who wrote the lyrics of Phir Wohi?
The lyrics of Phir Wohi were written by Habib Faisal.
Who composed the music for Phir Wohi?
The music of Phir Wohi was composed by Amit Trivedi.
Which movie or album is Phir Wohi from?
Phir Wohi is a Hindi song from Qaidi Band, released in 2017, starring Aadar Jain, Anya Singh.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.