
Hindi lyrics · 2017
Nian Lyrics
From Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha
Kuchh sawaal pyar ke lab pe hai ruke ruke. Jaadu kar gaye hai kya nain ye juke juke
Jaadu kar gaye hai kya nain ye juke juke
Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain
Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain
Tere do nain mere naino mein rehte hai ab to saari rain Tere do nain tere do nain
Ehsaas bhi hai kya tujhko meri deewangi ka Tere hi dam se mujhe mein hai ye rang aashiqi ka Ye ishq rog dil ka hai kehta zamana sara Is raah ko chuna jisne woh jeet ke bhi haara Jeet ho yaa haar ho ab to chal pade kadam Mera mujh mein kuchh nahi tere ho chuke hai hum Mera mujh mein kuchh nahi tere ho chuke hai hum Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain Tere do nain mere naino mein rehte hai ab to saari rain Tere do nain tere do nain
Is dil ki bas ye khwahish thi apna bana loon tujhko Aisa karam huaa rab ka tum mil gayi hai mujhko Sapno mein reh ke jeena kyun ab tak mujhe na aaya Na jaane kaise kab kis din tune ye dil churaya Teri mushkurahate aur ye teri adda Karvate si dil ne li dhadkano ne di sadaa Karvate si dil ne li dhadkano ne di sadaa Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain Tere do nain mere naino mein rehte hai ab to saari rain Tere do nain tere do nain
Kuchh sawaal pyar ke lab pe hai ruke ruke Jaadu kar gaye hai kya nain ye juke juke Jaadu kar gaye hai kya nain ye juke juke Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain Tere do nain mere naino mein rehte hai ab to saari rain Tere do nain tere do nain
Lyrics belong to their respective authors and Shree Krishna International. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Nian is a Hindi song from Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha (2017). It is sung by Palak Muchhal and Yasser Desai. The song has lyrics by Nadeem and music by Nadeem. Starring Shiv Darshan, Upen Patel and Natasha. Music label: Shree Krishna International.
A little more context
About this song
Who sang Nian?
Nian is sung by Palak Muchhal, Yasser Desai.
Who wrote the lyrics of Nian?
The lyrics of Nian were written by Nadeem.
Who composed the music for Nian?
The music of Nian was composed by Nadeem.
Which movie or album is Nian from?
Nian is a Hindi song from Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha, released in 2017, starring Shiv Darshan, Upen Patel, Natasha.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.