Skip to content
Main Hoon — Munna Michael song artwork

Hindi lyrics · 2017

Main Hoon Lyrics

Siddharth Mahadevan

From Munna Michael

83 views

The lyrics

Dil hai awaara Toh aitraaz kya hai Kya lena jahaan se Yeh meri adaa hai Kitne jaadu hain mujhme Dikha doon zaraa Koi shaq hai toh Tujhko bataa doon zaraa Main hoon, bas yahan main hoon Mere jaisa koi hai kahaan Main hoon, aage aage main hoon Mere piche saara hai jahaan Main hoon… aage aage… Har dil mein main toh dhadakta rahoon Dhun pe dil ki harpal thirakta rahoon Mere toh naachne mein hai chingaariyan Meri raftaaron se hi toh hai yaariyan Inn hawaaon ko main toh Jhuka doon zara Koi shaq hai toh Tujhko bataa doon zaraa Main hoon, bas yahan main hoon Mere jaisa koi hai kahaan Main hoon, aage aage main hoon Mere piche saara hai jahaan Main hoon… aage aage… Meri har baat mein Haan koi baat hai Jisey kehte hain kismat Mere haath hai Tum chaho toh rakh lo Yeh saari zameen Par woh aasmaan toh mere saath hai Hosh mein hai toh Hosh udaa doon zara Koi shaq hai toh Tujhko bataa doon zaraa Main hoon, bas yahan main hoon Mere jaisa koi hai kahaan Main hoon, aage aage main hoon Mere piche saara hai jahaan (2 times)

Lyrics belong to their respective authors and Eros Now. A line not quite right? Suggest a correction below.

Behind the song

The people behind the words

Main Hoon is a Hindi song from Munna Michael (2017). It is sung by Siddharth Mahadevan. The song has lyrics by Kumaar and music by Tanishk Baagchi. Starring Tiger Shroff, Nawazuddin Siddiqui and Nidhhi Agerwal. Music label: Eros Now.

A little more context

About this song

Who sang Main Hoon?

Main Hoon is sung by Siddharth Mahadevan.

Who wrote the lyrics of Main Hoon?

The lyrics of Main Hoon were written by Kumaar.

Who composed the music for Main Hoon?

The music of Main Hoon was composed by Tanishk Baagchi.

Which movie or album is Main Hoon from?

Main Hoon is a Hindi song from Munna Michael, released in 2017, starring Tiger Shroff, Nawazuddin Siddiqui, Nidhhi Agerwal.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.