
Hindi lyrics · 2017
Main Faraar Sa Lyrics
From Runningshaadi.Com
Main faraar sa Tere saath main Lakeeron si chhupti rahein tu Mere haath mein
Chala hai jiya Nayi chaaha mein Yeh suraj ujale bichade tu Meri raahon mein Dhaage bina silunga main Pichhe khada milunga main Sardi lage tujhe toh main Meri tapish tujhe uda dunga Main faraar sa Tere saath main Lakeeron se chupti rahein tu Mere haath mein Jo meri rooh main hai Woh tera pyaar hai Paani ki paalki main Suraj sawaar hain Kinare lutana yun hi re Tere dukhon ka yun Dhadkan pe karz hain Tere liye chale Saanson ka farz hain Main faraar si Tere saath main Lakeeron sa chhupta rahein tu Mere haath mein Chala hai jiya Nayi chaaha main Yeh suraj ujale bichade tu Meri raahon mein Ho jismo ki aanch mein bhi Khusboo sa laag hai Bheeghe hai baal mere Boondon main aag hain Sadiyon bitta de yun hi re Tu hai toh har kami Kafur ho gayi Mutthi mein dhul thi Sindoor ho gayi Main faraar si Tere saath main Lakeeron sa chhupta rahein tu Mere haath mein Chala hai jiya Nayi chaaha main Yeh suraj ujale bichade tu Meri raahon mein Dhaage bina silunga main Pichhe khada milunga main Sardi lage tujhe main Meri tapish tujhe uda dunga Main faraar sa Tere saath main Lakeeron si chhupti rahein tu Mere haath mein Lakeeron sa chhupta rahein tu
Mmm hmm
Lyrics belong to their respective authors and Times Music. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Main Faraar Sa is a Hindi song from Runningshaadi.Com (2017). It is sung by Anupam Roy and Hamsika Iyer. The song has lyrics by Tanveer Ghazi and music by Anupam Roy. Starring Taapsee Pannu, Amit Sadh, Arsh Bajwa and 1 more. Music label: Times Music.
A little more context
About this song
Who sang Main Faraar Sa?
Main Faraar Sa is sung by Anupam Roy, Hamsika Iyer.
Who wrote the lyrics of Main Faraar Sa?
The lyrics of Main Faraar Sa were written by Tanveer Ghazi.
Who composed the music for Main Faraar Sa?
The music of Main Faraar Sa was composed by Anupam Roy.
Which movie or album is Main Faraar Sa from?
Main Faraar Sa is a Hindi song from Runningshaadi.Com, released in 2017, starring Taapsee Pannu, Amit Sadh, Arsh Bajwa.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.