Skip to content
Main Agar — Tubelight song artwork

Hindi lyrics · 2017

Main Agar Lyrics

Atif Aslam

From Tubelight

81 views

The lyrics

Main agar sitaaron se chura ke laaun roshni Hawaaon se chura ke laaun raagini Na poori ho sakegi unse magar teri kami Main agar nazaron se chura ke laaun rangatein Mazaaron se chura ke laaun barqatein Na poori ho sakegi unse magar teri kami Yeh duniya paraayi hai Bas ek apna hai tu Jo sach ho mera woh Savere ka sapna hai tu Dekhunga tera raasta Ho kuch tujhe bas Khuda na khasta Ho
Tere bina umrr ke safar mein Bada hi tanha hoon main Raftaar jo waqt ki pakad na sake Woh lamha hoon main Faagun ke mahine tere bina hain pheeke Jo tu nahi toh saare saawan mere sookhe Main agar kitaabon se chura ke laaun qaayde Hisaabon se chura ke laaun faayde Na poori ho sakegi unse magar teri kami Main agar sitaaron se chura ke laaun roshni Hawaaon se chura ke laaun raagini Na poori ho sakegi unse magar teri kami Yeh duniya paraayi hai Bas ek apna hai tu Jo sach ho mera woh Savere ka sapna hai tu Dekhunga tera raasta Ho kuch tujhe bas Khuda na khasta Khuda na khasta… Khuda na khasta…

Lyrics belong to their respective authors and Sony Music India. A line not quite right? Suggest a correction below.

Behind the song

The people behind the words

Main Agar is a Hindi song from Tubelight (2017). It is sung by Atif Aslam. The song has lyrics by Amitabh Bhattacharya and music by Pritam. Starring Salman Khan, Zhu Zhu, Om Puri and 1 more. Music label: Sony Music India.

A little more context

About this song

Who sang Main Agar?

Main Agar is sung by Atif Aslam.

Who wrote the lyrics of Main Agar?

The lyrics of Main Agar were written by Amitabh Bhattacharya.

Who composed the music for Main Agar?

The music of Main Agar was composed by Pritam.

Which movie or album is Main Agar from?

Main Agar is a Hindi song from Tubelight, released in 2017, starring Salman Khan, Zhu Zhu, Om Puri.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.