
Hindi lyrics
Maa Lyrics
From Tare Zameen Par
Main Kabhi Batlaata Nahi, Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa Yuun To Main Dikhlaata Nahi, Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa Tujhe Sab Hai Pata, Hai Na Maa Tujhe Sab Hai Pata
Meri Maa Bheed Mein Yuun Na Chhodo Mujhe, Ghar Laut Ke Bhi Aana Paau Maa Bhejna Itna Door Mujhko Tu, Yaad Bhi Tujhko Aana Paau Maa Kya Itna Bura Hoon Main Maa Kya Itna Bura
Meri Maa Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe, Zor Zor Se Jhula Jhulate Hai Maa Meri Nazar Dhoondhe Tujhe, Sochun Yahi Tu Aake Thaamegi Maa Unase Main Yeh Kehta Nahi, Par Main Seham Jaata Hoon Maa Chehre Pe Aane Deta Nahi, Dil Hi Dil Mein Hi Ghabraata Hoon Maa Tujhe Sab Hai Pata Hai Na Maa Tujhe Sab Hai Pata
Meri Maa O Main Kabhi Batlaata Nahi, Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa Yuun To Main Dikhlaata Nahi, Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa Tujhe Sab Hai Pata, Hai Na Maa Tujhe Sab Hai Pata
Meri Maa More Songs Mother's Day
Lyrics belong to their respective authors and Rejoice Mediavevo. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Maa is a Hindi song from Tare Zameen Par. It is sung by Shankar Mahadevan. The song has lyrics by Prasoon Joshi and music by Shankar Mahadevan. Starring Shankar Mahadevan. Music label: Rejoice Mediavevo.
A little more context
About this song
Who sang Maa?
Maa is sung by Shankar Mahadevan.
Who wrote the lyrics of Maa?
The lyrics of Maa were written by Prasoon Joshi.
Who composed the music for Maa?
The music of Maa was composed by Shankar Mahadevan.
Which movie or album is Maa from?
Maa is a Hindi song from Tare Zameen Par, starring Shankar Mahadevan.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.
