
Lo Maan Liya is a Hindi song from Raaz Reboot (2016). It is sung by Arijit Singh. The song has lyrics by Kausar Munir.
Lo Maan Liya lyrics
Music: Jeet Gannguli Cast: Emraan Hashmi, Kriti Kharbanda, Gaurav Arora Lo maan liya humne Hai pyar nahi tumko Tum yaad nahi humko Hum yaad nahi tumko Bas ek dafa mud ke dekho Aye yaar zara humko Lo maan liya humne Hai pyar nahi tumko Tum yaad nahi humko Hum yaad nahi tumko Lo maan liya dekha hi nahi Tere kandhe ka woh til Lo maan liya toota hi nahi Tere haathon se mera dil Chaaon mein teri beeti hi nahi Woh garmi ki baatein Baahon mein teri guzri hi nahi Woh sardi ke raatein Lo maan liya humne Aitbaar nahi tumko Tum yaad nahi humko Hum yaad nahi tumko Jaao le jaao neend meri Uff na karenge hum Jo le jaaoge khwab mere Toh kaise jiyenge hum Jeena humko aata hi nahi Teri saanson ke siva Marna bhi ab na mumkhin hai Teri baahon ke siva Lo maan liya humne Parvah nahi tumko Tum yaad nahi humko Hum yaad nahi tumko
Lyrics are the property of their respective authors. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.
About this song
- Who sang Lo Maan Liya?
- Lo Maan Liya is sung by Arijit Singh.
- Who wrote the lyrics of Lo Maan Liya?
- The lyrics of Lo Maan Liya were written by Kausar Munir.
- Which movie or album is Lo Maan Liya from?
- Lo Maan Liya is a Hindi song from Raaz Reboot, released in 2016.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.