
Hindi lyrics · 2017
Kaari Kaari Lyrics
Kaari kaari sondhi akhiyan Kaise bolein mann ki battiyan Kisse doondhe aayine mein Hai kaid ratiya ri Kaari kaari sondhi akhiyan Raah dekhein beeti sadiyan Kahin goonje teri yaadein Firaaq mein hi haari Kaari kaari sondhi akhiyan Kaise bolein mann ki battiyan Tere jaisa hi dikhta hai, Aks tera Par khud mein hi ik duniya hai Aks tera (2 times) Maazi ko maazi rehne de Akhiyon se nadiya behne de Isse inn waqt ke tukdon ko Rab ki farmaish sehne de Shakhon se kalliyan tooti hai Jabse tu khud se yun roothi hai Zara dekh gaur se o saiyan Aks yeh tera tu hi hai Tere jaisa hi dikhta hai, Aks tera, Par khud mein hi ik duniya hai, Aks tera (2 times) Kaari kaari sondhi akhiyan, Raah dekhein beeti sadiyan, Kahin goonje teri yaadein, Firaaq mein hi haari, Kaari kaari sondhi akhiyan, Kaise bolein mann ki battiyan,
Lyrics belong to their respective authors and Zee Music Company. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Kaari Kaari is a Hindi song from Dobaara See Your Evil (2017). It is sung by Arko and Asees Kaur. The song has lyrics by Arko and music by Arko. Starring Huma Qureshi, Saqib Saleem, Lisa Ray and 1 more. Music label: Zee Music Company.
A little more context
About this song
Who sang Kaari Kaari?
Kaari Kaari is sung by Arko, Asees Kaur.
Who wrote the lyrics of Kaari Kaari?
The lyrics of Kaari Kaari were written by Arko.
Who composed the music for Kaari Kaari?
The music of Kaari Kaari was composed by Arko.
Which movie or album is Kaari Kaari from?
Kaari Kaari is a Hindi song from Dobaara See Your Evil, released in 2017, starring Huma Qureshi, Saqib Saleem, Lisa Ray.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.
