
Hindi lyrics · 2017
Iss Tarah Lyrics
Clinton Cerejo, Dominique Cerejo
From Meri Pyari Bindu
Yeh ishq nahin hai aasaan Itna toh samajh hai aata Tu aag ka dariya hai Mujhe tairna nahi aata Mujhe tairna nahi aata Tujhe doobna nahi aata Tujhe doobna nahi aata Yeh shehar meri ulfat ka Woh shehar teri gaflat ka Tu raat ka suraj hai Mujhe jaagna nahi aata Mujhe jaagna nahi aata Tujhe ghuroobna nahi aata Tujhe ghuroobna nahi aata Tere mere taare Mile, mile na re Chhat toh hai chhat se judi O
Chaand bhi chhup jaaye Haathon mein naa aaye Khidkiyan to hai khuli O
iss tarah hum ghalat Hum ghalat, hum sahi… Har jagah… Har taraf, har tarah hain hum hi O… Yeh ishq nahin hai aasaan Itna toh samajh hai aata Tu aag ka dariya hai Mujhe tairna nahi aata Mujhe tairna nahi aata Tujhe doobna nahi aata Tujhe doobna nahi aata Tu ret si haathon se Aisi phishal jaati hai Mujhe rokna nahi aata Tujhe theharna nahi aata Tu sarphiri hawaaon mein Phirki si kyun phiri jaaye Mujhe baandhna nahi aata Tujhe thaamna nahi aata O
teri meri raahein Mile mile na re Takreyengi toh kabhi O… Raste bhatak jaayein Galiyan badal jaayein Badlenge dil na kabhi O
iss tarah
Hum ghalat, hum ghalat, hum sahi… Har jagah… Har taraf, har tarah hain hum hi Yeh ishq nahin hai aasaan Itna toh samajh hai aata Tu aag ka dariya hai Mujhe tairna nahi aata Mujhe tairna nahi aata
Lyrics belong to their respective authors and Yrf. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Iss Tarah is a Hindi song from Meri Pyari Bindu (2017). It is sung by Clinton Cerejo and Dominique Cerejo. The song has lyrics by Kausar Munir and music by Sachin-Jigar. Starring Ayushmann Khurrana and Parineeti Chopra. Music label: Yrf.
A little more context
About this song
Who sang Iss Tarah?
Iss Tarah is sung by Clinton Cerejo, Dominique Cerejo.
Who wrote the lyrics of Iss Tarah?
The lyrics of Iss Tarah were written by Kausar Munir.
Who composed the music for Iss Tarah?
The music of Iss Tarah was composed by Sachin-Jigar.
Which movie or album is Iss Tarah from?
Iss Tarah is a Hindi song from Meri Pyari Bindu, released in 2017, starring Ayushmann Khurrana, Parineeti Chopra.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.
