Skip to content
Hawayein — Jab Harry Met Sejal song artwork

Hindi lyrics · 2017

Hawayein Lyrics

Arijit Singh

From Jab Harry Met Sejal

96 views

The lyrics

Tujhko… main rakh loon wahaan Jahaan pe kahin Hai mera yaqeen Main jo… tera naa huaa Kisi ka nahin… Kisi ka nahin
Le jaayein jaane kahaan Hawayein, hawayein… Le jaayein tujhe kahaan Hawayein, hawayein… Begaani hai yeh baaghi Hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahan Hawayein, hawayein Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar Na tujhko pataa… O… Banaati hai jo tu… Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale Inhi mein to meri… Subah bhi dhalein Shamein dhalein Mausam dhalein Khayalon ka shehar… Tu jaane tere hone se hi aabaad hai Hawayein haq mein… Wohi hai aate jaate jo tera naam le Deti hain jo sadayein Hawayein, hawayein Na jaane kya batayein Hawayein, hawayein Le jaaye tujhe kahaan Hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahaan Hawayein, hawayein Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar Naa tujhko pataa… O… Chehra
kyun milta tera Yun khwabon se mere Ye kya raaz hai?
Kal bhi

meri na thi tu Naa hogi tu Kal Meri aaj hai Teri hai meri, saari wafayein wafayein Maangi hai tere liye duaayein duaayein Le jaaye tujhe kahaan
hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahaan
hawayein, hawayein Le jaaye jaane kahaan Hawayein hawayein Le jaaye tujhe kahaan Hawayein hawayein (2 times) Le jaaye jaane kahaan Hawayein hawayein Le jaaye mujhe kahaan Hawayein hawayein (2 times) O…

Lyrics belong to their respective authors and Sony Music India. A line not quite right? Suggest a correction below.

Behind the song

The people behind the words

Hawayein is a Hindi song from Jab Harry Met Sejal (2017). It is sung by Arijit Singh. The song has lyrics by Irshad Kamil and music by Pritam. Starring Shah Rukh Khan and Anushka Sharma. Music label: Sony Music India.

A little more context

About this song

Who sang Hawayein?

Hawayein is sung by Arijit Singh.

Who wrote the lyrics of Hawayein?

The lyrics of Hawayein were written by Irshad Kamil.

Who composed the music for Hawayein?

The music of Hawayein was composed by Pritam.

Which movie or album is Hawayein from?

Hawayein is a Hindi song from Jab Harry Met Sejal, released in 2017, starring Shah Rukh Khan, Anushka Sharma.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.