
Hindi lyrics · 2016
Dekha Hazaro Dafaa Lyrics
From Rustom
Singers: Arijit Singh, Palak Muchhal Music: Jeet Gannguli Song Title: Dekha Hazaro Dafaa Cast: Akshay Kumar, Ileana D’Cruz, Arjan Bajwa, Esha Gupta Dekha Hazaro Dafaa Song Dekha hazaron dafa aapko Phir beqarari kaisi hai Sambhale sambhalta nahi ye dil Kuch aap mein baat aisi hai Lekar ijazat ab aap se Saansein ye aati jaati hain Dhoondhe se milte nahi hain hum Bas aap hi aap baaki hain Pal bhar na doori sahein aap se Betaabiyan yeh kuch aur hain Hum door hoke bhi paas hain Nazdeekiyan yeh kuch aur hain Dekha hazaro dafaa aapko Phir beqarari kaisi hai Sambhale sambhalta nahi ye dil Kuch pyar mein baat aisi hai Aagosh mein hai jo aapki Aisa sukoon aur paaye kahan Aankhen humein ye raas aa gayi Ab hum yahan se jaaye kahan Dekha hazaron dafa aapko Phir beqarari kaisi hai Sambhale sambhalta nahi ye dil Kuch pyar mein baat aisi hai mmm
hmm
Phir beqarari kaisi hai mmm
hmm
Kuch pyar mein baat aisi hai
Lyrics belong to their respective authors. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Dekha Hazaro Dafaa is a Hindi song from Rustom (2016). The song has lyrics by Manoj Muntashir.
A little more context
About this song
Who wrote the lyrics of Dekha Hazaro Dafaa?
The lyrics of Dekha Hazaro Dafaa were written by Manoj Muntashir.
Which movie or album is Dekha Hazaro Dafaa from?
Dekha Hazaro Dafaa is a Hindi song from Rustom, released in 2016.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.
