
Hindi lyrics · 1999
Deewana Tera Lyrics
From Deewana
Deewana, main hun deewana tera, Deewana, main hun deewana tera, Deewana. Mausam hai mastana, Uss pe dil deewana, Deewana, main hun deewana tera, Deewana, main hun deewana tera Mausam hai mastana, Uss pe dil deewana. Deewana tera tujhe hi bulaye, Yeh marzi teri tu aaye na aaye, Deewana main hun deewana tera, Deewana main hun deewana tera, Mausam hai mastana, Uss pe dil deewana, Deewana. Deewana tera tujhe hi bulaye, Yeh marzi teri tu aaye na aaye. Yaad teri aane lagi,jaan jaane lagi hai, Ho ke juda kyun tu mujhe, aazmane lagi hai, Yeh bhi to soch le dil hai sheesha mera, Jaane kab toot jaaye, Deewana tera tujhe hi bulaye, Yeh marzi teri tu aaye na aaye. Pyar tujhe jab se kiya,bhool baetha main sab ko, Tune magar jaana nahi dhadkano ki talab ko, Mere ehsaas mein tu hi tu bas gayee, Kaun tujhko bataye. Deewana tera tujhe hi bulaye, Yeh marzi teri tu aaye na aaye. Deewana main hun deewana tera
Yeh marzi teri tu aaye na aaye.
Lyrics belong to their respective authors and T-Series. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Deewana Tera is a Hindi song from Deewana (1999). It is sung by Sonu Nigam. The song has lyrics by Faaiz Anwaar and music by Sajid Wajid. Starring Milind Soman. Music label: T-Series.
A little more context
About this song
Who sang Deewana Tera?
Deewana Tera is sung by Sonu Nigam.
Who wrote the lyrics of Deewana Tera?
The lyrics of Deewana Tera were written by Faaiz Anwaar.
Who composed the music for Deewana Tera?
The music of Deewana Tera was composed by Sajid Wajid.
Which movie or album is Deewana Tera from?
Deewana Tera is a Hindi song from Deewana, released in 1999, starring Milind Soman.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.
