
Hindi lyrics · 2017
Darmiyaan Lyrics
From Chef
Teri meri mulaqaaton mein Oh choti choti unn baaton mein Tham jaata tha woh pal wahaan Beeta lamha pata bhi na chala Darmiyaan… darmiyaan… Faasley kab aaye darmiyaan (2 times) Darmiyaan… Kabhi meetha kabhi kadva saa O sapna par woh apna tha Jaane kaise paraya ho gaya Sapna toota pata bhi na chala Darmiyaan… darmiyaan… Faasley kab aaye darmiyaan (2 times) Darmiyaan… Sunte the ke hai ye daayra Uss mein tha basa apna jahaan Socha na tha badal jaayega Tukda tukda sa reh jaayega Toota iss kadar dekho yahan Aisa bikhra sameta na gaya… Darmiyaan… darmiyaan… Faasley kab aaye darmiyaan (2 times) Darmiyaan…
Lyrics belong to their respective authors and T-Series. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Darmiyaan is a Hindi song from Chef (2017). It is sung by Raghu Dixit. The song has lyrics by Ankur Tewari and music by Raghu Dixit. Starring Saif Ali Khan, Svar Kamble, Padmapriya and 1 more. Music label: T-Series.
A little more context
About this song
Who sang Darmiyaan?
Darmiyaan is sung by Raghu Dixit.
Who wrote the lyrics of Darmiyaan?
The lyrics of Darmiyaan were written by Ankur Tewari.
Who composed the music for Darmiyaan?
The music of Darmiyaan was composed by Raghu Dixit.
Which movie or album is Darmiyaan from?
Darmiyaan is a Hindi song from Chef, released in 2017, starring Saif Ali Khan, Svar Kamble, Padmapriya.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.
