Skip to content
Darkhaast — Shivaay song artwork

Hindi lyrics · 2016

Darkhaast Lyrics

Arijit Singh, Sunidhi Chauhan

From Shivaay

88 views

The lyrics

Music : Mithoon Directed : Ajay Devgn Iss qadar tu mujhe pyaar kar Jise kabhi na main sakoon phir bhula Zindagi layi humein yahan Koi iraada toh raha hoga bhala Ki darkhaast hai yeh Jo aayi raat hai yeh Tu meri bahon mein duniya bhula de Jo ab lamhaat hai yeh Bade hi khaas hai yeh Tu meri bahon mein duniya bhula de Raahon mein mere sath chal tu Thaame mera hath chal tu Waqt jitna bhi ho haasil Sara mere naam kar tu (2times) Ke armaan hai yeh Guzaarish jaan hai yeh Tu meri baahon mein duniya bhula de Jo ab lamhaat hai yeh (Jo ab lamhaat hai yeh) Bade hi khaas hai yeh (Bade hi khaas hai yeh) Tu meri baahon mein duniya bhula de Meri baahon mein duniya bhula de Bhula de, bhula de, bhula de oh
Tu meri baahon mein duniya bhula de Bhula de, bhula de, bhula de Ki darkhaast hai yeh Jo aayi raat hai yeh Tu meri baahon mein duniya bhula de

Lyrics belong to their respective authors and T-Series. A line not quite right? Suggest a correction below.

Behind the song

The people behind the words

Darkhaast is a Hindi song from Shivaay (2016). It is sung by Arijit Singh and Sunidhi Chauhan. The song has lyrics by Sayeed Quadri. Starring Ajay Devgn, Sayyeshaa, Erika Kaar and 4 more. Music label: T-Series.

A little more context

About this song

Who sang Darkhaast?

Darkhaast is sung by Arijit Singh, Sunidhi Chauhan.

Who wrote the lyrics of Darkhaast?

The lyrics of Darkhaast were written by Sayeed Quadri.

Which movie or album is Darkhaast from?

Darkhaast is a Hindi song from Shivaay, released in 2016, starring Ajay Devgn, Sayyeshaa, Erika Kaar.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.