Skip to content
Bulleya — Sultan song artwork

Hindi lyrics · 2016

Bulleya Lyrics

Papon

From Sultan

86 views

The lyrics

Music: Vishal-Shekhar Bulleya Song Kuch rishton ka namak Hi doori hota hain Na milna bhi bahot zaruri hota hai Dum dum, dum dum tu mera Dum dum, dum dum mera hal (2times) Tu baat kare yaa na mujhse Chahe ankhon ka pegaam na le Par yeh mat kehna arre o pagle Mujhe dekh na tu Mera naam na le Tujhse mera deen dharam hai Mujhse teri khudayi (2times) Tu bole toh main ban jaun Main Bulleh Shah saudai Main bhi naachun
Main bhi naachun manau sohne yaar ko Chalun main teri raah bulleya Main bhi naachun rijhaun sohne yaar ko Karu na parwah bulleya Mera har dum, dum har dum tu (3times) Mera mehram tu, marham tu Mera har dum, dum har dum tu (3times) Maana apna ishq adhoora Dil na ispe sharminda hai Poora ho ke khatam hua sab Jo hai aadha woh hi zinda hai
Ho bethi rehti hai umeede Tere ghar ki dehlizon pe Jiski na parwaaz khatam ho Dil yeh mera wahi parinda hai
Bakshe tu jo pyaar se mujhko Toh ho meri rihaai (2times) Tu bole toh main ban jaun Main Bulleh Shah saudai Main bhi naachun

Main bhi naachun manau sohne yaar ko Chalun main teri raah bulleya Main bhi naachun rijhaun sohne yaar ko Karu na parwah bulleya Mera har dum, dum har dum tu (3times) Tu yaad kare yaa na mujhko Mere jeene mein andaaz tera Sar ankhon par hai teri naraazi Meri haar mein hai koi raaz tera Shayad meri jaan ka sadka Maange teri judaai (2times) Tu bole toh main ban jaun Main Bulleh Shah saudai Main bhi naachun
Main bhi naachun manau sohne yaar ko Chalun main teri raah bulleya Main bhi naachun rijhaun sohne yaar ko Karu na parwah bulleya Mera har dum, dum har dum tu (3times) Mera mehram tu, marham tu Mera har dum, dum har dum tu (3times) Kuch rishton ka namak Hi doori hota hain Na milna bhi bahot zaruri hota hai

Lyrics belong to their respective authors. A line not quite right? Suggest a correction below.

Behind the song

The people behind the words

Bulleya is a Hindi song from Sultan (2016). It is sung by Papon. The song has lyrics by Irshad Kamil. Starring Salman Khan, Anushka Sharma and Randeep Hooda.

A little more context

About this song

Who sang Bulleya?

Bulleya is sung by Papon.

Who wrote the lyrics of Bulleya?

The lyrics of Bulleya were written by Irshad Kamil.

Which movie or album is Bulleya from?

Bulleya is a Hindi song from Sultan, released in 2016, starring Salman Khan, Anushka Sharma, Randeep Hooda.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.