
Hindi lyrics · 2017
Baat Ban Jaye Lyrics
Siddharth Basrur, Priya Saraiya
From A Gentleman
Phir wahi hai din yeh Phir wahi hai shaame Tu ho jaaye jo shaamil to Badlenge rang saare O o
Hum dono aur ye saari raat Sharaabi ho jaaye to Band ho kamre mein hum do Aur chaabi kahin kho jaaye to Toh baat ban jaye… Toh baat ban jaye… Dhal gaya hai din Hone wali hai raat Jaane do jaane do Mujhe jaana hai kahin Aisi waisi inn baaton mein teri aaj Sarfira sa dil mera aa jaaye na kahin Dhal gaya hai din Hone wali hai raat Jaane do jaane do Mujhe jaana hai kahin Na chahiye mujhe raahon pe tera saath Roko na roko na mujhe rukna nahin O raahein ye teri saari aaj Mujhse hi mil jaaye toh Subah tak yunhi mere paas Tu aaj ruk jaaye to Toh baat ban jaye… Toh baat ban jaye…
Lyrics belong to their respective authors and T-Series. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Baat Ban Jaye is a Hindi song from A Gentleman (2017). It is sung by Siddharth Basrur and Priya Saraiya. The song has lyrics by Priya Saraiya and music by Sachin–Jigar. Starring Sidharth Malhotra Jacqueline Fernandez. Music label: T-Series.
A little more context
About this song
Who sang Baat Ban Jaye?
Baat Ban Jaye is sung by Siddharth Basrur, Priya Saraiya.
Who wrote the lyrics of Baat Ban Jaye?
The lyrics of Baat Ban Jaye were written by Priya Saraiya.
Who composed the music for Baat Ban Jaye?
The music of Baat Ban Jaye was composed by Sachin–Jigar.
Which movie or album is Baat Ban Jaye from?
Baat Ban Jaye is a Hindi song from A Gentleman, released in 2017, starring Sidharth Malhotra Jacqueline Fernandez.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.
