Skip to content
Aye Mere Khuda — Ek Tera Saath song artwork

Hindi lyrics · 2016

Aye Mere Khuda Lyrics

Rahat Fateh Ali Khan, Swati Sharma

From Ek Tera Saath

103 views

The lyrics

Kya cheez zindagi hai mehsoos kiya hota Tukdo mein agar bata-te main yun na jeeya hota Aye mere khuda tune itna to kiya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota Main kaise sahoon badhti huyi ye dooriyan Le leti hai jaan pal pal meri majbooriyan Ab dil ko sambhalu main yaa khud ko sambhalu Tu hi bata de tanha main kis kis ko sambhalu Kya mera ab kahin koi bhi na raha Zindagi taras gayi sunne ko ek sada Mujhko bhi sambhal ne ko koi to diya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota Yun tanhaai se jud gaya sil sila Haan mujhko kabhi dukh se siva kuch na mila Zakhmo se nahi shikva par marham to lagata Mere liye bhi raahat ka ek lamha to banata Kis khata ki sazaa di mujhe ye bata Tujhpe itna kya itna bhi haq nahi tha mera Jaake daaman mera thoda to siya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota Kya cheez zindagi hai mehsoos kiya hota Tukdo mein agar bata-te main yun na jeeya hota Aye mere khuda tune itna to kiya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota

Lyrics belong to their respective authors and Zee Music Company. A line not quite right? Suggest a correction below.

Behind the song

The people behind the words

Aye Mere Khuda is a Hindi song from Ek Tera Saath (2016). It is sung by Rahat Fateh Ali Khan and Swati Sharma. The song has lyrics by A M Turaz and music by Liyakat Ajmeri. Starring Sharad Malhotra, Hritu Dudani and Melanie Nazareth. Music label: Zee Music Company.

A little more context

About this song

Who sang Aye Mere Khuda?

Aye Mere Khuda is sung by Rahat Fateh Ali Khan, Swati Sharma.

Who wrote the lyrics of Aye Mere Khuda?

The lyrics of Aye Mere Khuda were written by A M Turaz.

Who composed the music for Aye Mere Khuda?

The music of Aye Mere Khuda was composed by Liyakat Ajmeri.

Which movie or album is Aye Mere Khuda from?

Aye Mere Khuda is a Hindi song from Ek Tera Saath, released in 2016, starring Sharad Malhotra, Hritu Dudani, Melanie Nazareth.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.